Breaking News

Accountant Kaise Bane I Accountant Kaise Bante hain I Accountant Banane Ke Process 2022

 

Accountant Kaise Bane !


Accountant Banane Ki Puri Jankari 😎


1. 12th Ya 12+ Hona Zaruri Hai

  • B.Com in Accounting and Finance
  • B.Com in Accounting & Commerce
  • Bachelor of Commerce in Accountancy
  • B.Com in Accounting & Taxation
  • BBA in Accounting & Finance    

 

2. Course Karna Zaruri Hai   

  • Tally and other Accounting software
  • Diploma in Computer Applications (DCA)
  • Diploma in Computer Programming (DCP)
  • FCA Fundamental of Computer Application Windows (XP/WIN 7/WIN 8/WIN10)
  • OFFICE PACKAGE -Ms-Word, Ms – Excel, Ms-PowerPoint, Ms-Access, Microsoft Office,
  • C Programming
 
3. Need Of Skill  
  • GST, computerized accounting, TDS, E-Payment, E-Filing, Business Accounting, Auditing, Share Market 
  • E-way Bill,
  • Details Entry
  • Printing
  • Softwere Run 
  • English Understanding 
4. Internship (Training)
 
Guys training lenne ke liye aap kisii bhi ca ke office me ya kisii bhi chhoti compnay me kaam kar sakte ho jahaa par aapko kaam karne ke baad saari cheejo ka anubhav ho jayega uske baad aap fresher se experienced ho jaaoge, Guys pahle aap kosis kro ki kisii CA ke office me kaam sheekh lo agar CA ke office me Kaam nhi milta hai to aap kisi chhoti company me jaakar baat karlo or 3 se 6 month us jagah kaam sheekh lo ,,
 
5. Now  Ready For Job  
 
 
Guys jab aap ek baad kahi kaam sheekh lete ho uske baad us company ke base par aap apna resume banaa sakte ho or us resume me apne computer course ka name jo aapne kiya hai aapki skill jo bhi aapko aata hai aapne kis jagah kaam sheekh uske sabke baare me likh kar us resume se kahi bhi aasaani se job le sakte ho,, 
 
 

 Thank You For Reading


author Abhishek Saxena Aligarh Up

Post a Comment

0 Comments